Ruhansh - bahot achha kiya.. ab dekhta hu kaha rahegi yeh.. anaya Suryavanshi abhi toh sirf starting hai. Mere dad ko jail mein lock Kiya tha na tumne.. ab bas dekhti jao main kya kya karta hu.. tumhare saath.. tumhare ghar ki tarah tumhe bhi jinda jala dunga..
Dusri taraf nitya college ke baad office chali jaati hai jaha usne part time ke liye job karna start karta kiya tha..



Write a comment ...