Ruhansh Alex ke pass jaata hai or uske saath kaaphi baate karta hai. Riyanshi aadhya shreya shivangi ke saath thi or ahaan un sabko dekh rha tha. Uske dimag mein bahot hi devil idea chal rha tha.
Ahaan in his mind- Manalo jitni khusiya manani hai. Kyuki in khusiyo ko main bahot jaldi khoon ki holi banane wala hu.



Write a comment ...