Ruhansh - mujhe maaf kar do hridil.. or saarthak uncle please anaya ko yaha se leke mat jaiye. Haa main mannta hu ki main usse nafrat karta tha lekin usne mere dad ki jaan bachayi. Main uska yeh ehsaan kabhi nhi bhul sakta
Saarthak - lekin uska kya jo tumne meri betiyo ke saath kiya .. titli ko itna torture Kiya .. anaya ke saath yeh sab..



Write a comment ...