Aryansh - or tab se tumne job ki or apna kharcha khud hi uthaya. Ek lawyer bani.. kitna struggle Kiya hoga tumne.. uss sonalika ki wajah se. Usne Naa jaane apne swarth main kitno ki zindagi barbaad ki hai.
Senorita - maine suna tha ki dad ka murder hua hai.. lekin yeh kisne kiya .. maine pata karne ki bahot koshish ki lekin pata hi nhi chala .



Write a comment ...