Siya- pandit jii aap hi bataiye ki shreya kiski biwi hai
Pandit - hume maaf karna badi rani sa . Lekin yeh samasya humare liye bahot kathin hai.. abhimanyu Raja sa bhi sahi keh rhe hai or chote sarkaar bhi.. ki phere 7 janmo ka saath hota hai.. iske baare mein pata karne ke liye mujhe kuch granth padne honge. Main aapne 5 din baad aakar milunga or iss sawal ka jawab dunga.







Write a comment ...