Elara- par ivaan yeh humse chahte kya hai. Naa hi hum ishaan ko jaante hai lekin woh humare peeche pada hua hai .or hum sanjana ke peeche pade hue the takai usse Alex ki shadi karwa sake..or Rathores ko barbaad kar sake.. lekin yaha yeh sanjana khud humare saath khel rhi hai.
Ivaan nods - pata karna padega. Or yeh sab pata karne ke liye ishaan se milna hoga . .







Write a comment ...