Taasha- main iss mandir mein nhi jaa sakti .. lekin koi nhi yeh aadmi toh aayega na mandir se bahar..main yahi intezaar karti hu.
Taasha in her mind- iske saath hi mujhe sambhandh banakar abhimanyu ki agle janam ko janam Dena hoga jo mujhe aur shaktishaali banayega . Or uss aane waali Shakti ko maarega jo mujhe maar sakti hai .yaani meri pyaar behen gulaab...







Write a comment ...