Itna kehkar elara waha se jaane lagti hai..lekin tabhi woh ruk jaati hai or kehti hai..
Elara - or haa ishaan. Agar hayat ko kuch hua toh baaki ka toh mujhe nhi pata lekin jo bacha kucha sahi hoga woh Rathores barbaad kar denge. Ahaan apni behen hayat se bahot pyaar karta hai..agar use iss baare mein bata chala toh ek sunami woh laa dega . Iss barbaadi se bachana hai toh aankhe kholkar sach dekho.. mujhe janm dene baalo dad mere saath galat kar sakte hai toh yeh kyu nhi.. ๐คจ







Write a comment ...