Ivaan to elara - kya lagta hain. Aiden koi chaal chal rha hai.. kahi ishaan ko kuch naa ho jaaye 🥺
Elara- yeh ladai sabse jyada ishaan ki hai ivaan . Use hi lad lene do. Aiden ne galat humare saath bhi kiya hai lekin sabse jyada galat ishaan ke hi saath hua hai.. waise bhi Italy ki kya power hai.. hum bhi toh dekhe.. 😏







Write a comment ...