Ishaani- muje doctor uncle se baat karni hogi . Yeh sab kya hai.. unhone kaha tha mujhe blood cancer hai.. or woh mujhe jhoot nhi bolege.. kya yaha ke doctor ne mujhse jhoot bola tha.. oh goddd..yeh sab kya ho rha hai..
Hriday in mind- iske expression dekh kar lag rha hai yeh mujhse kyu chhupa rhi hai lekin kya... Ishaani ke liye uski duty sabse upar se lekin ek patient ko chhodkar woh duty kare.. itni toh buri nhi hai yeh..itna main ise samaj gaya hu phir isne blood Dene se kyu mana kiya tha or ab kya chhupa rhi hai.. ๐คจ








Write a comment ...